Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

pichhli tariKH ka aKHbar sambhaale hue hain

Prakhar Malviya Kanha

pichhli tariKH ka aKHbar sambhaale hue hain

Prakhar Malviya Kanha

MORE BYPrakhar Malviya Kanha

    pichhlī tārīḳh aḳhbār sambhāle hue haiñ

    unkī tasvīr ko be-kār sambhāle hue haiñ

    yaar is umr meñ ghuñghrū sadā.eñ chunte

    aap zanjīr jhankār sambhāle hue haiñ

    ham se laḌtā-jhagaḌtā hai ye būḌhā makāñ

    ham girtī huī dīvār sambhāle hue haiñ

    yaar ab tak na milā chhor hameñ duniyā

    roz-e-avval se raftār sambhāle hue haiñ

    jin ke pairoñ se nikāle the kabhī ḳhaar bahut

    haiñ muḳhālif vahī talvār sambhāle hue haiñ

    log pal bhar meñ uktā ga.e jis se 'kānhā'

    ham barsoñ se vo kirdār sambhāle hue haiñ

    pichhli tariKH ka aKHbar sambhaale hue hain

    unki taswir ko be-kar sambhaale hue hain

    yar is umr mein ghunghru ki sadaen chunte

    aap zanjir ki jhankar sambhaale hue hain

    hum se hi laDta-jhagaDta hai ye buDha sa makan

    hum hi girti hui diwar sambhaale hue hain

    yar ab tak na mila chhor hamein duniya ka

    roz-e-awwal hi se raftar sambhaale hue hain

    jin ke pairon se nikale the kabhi KHar bahut

    hain muKHalif wahi talwar sambhaale hue hain

    log pal bhar mein hi ukta gae jis se 'kanha'

    hum hi barson se wo kirdar sambhaale hue hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now