pyari pyari sun pyar kiye
pyārī pyārī suuñ pyaar kiye
sau labāñ the lab aap ayaar kiye
naqsh adhrup dasan suuñ kar chhañdūñ
chuum chuum gaal upar nigār kiye
nak suuñ tasvīr karne joban par
kañchkī phaaḌ phaaḌ taar kiye
lekh kuch haat ke iram meñ pai
le kahe kuch dekhat anaar kiye
ḳhush ho panvākh nūr-e-bustāñ suuñ
sar the pak lag use siñgār kiye
kanTh-mālāñ padak humailyāñ lyā
kiye yū chhand suur ke sitār kiye
sau nabī sadqe 'qutub' dhan gal bā
raat din is gale kā haar kiye
pyari pyari sun pyar kiye
sau laban the lab aap ayar kiye
naqsh adhrup dasan sun kar chhandun
chum chum gal upar nigar kiye
nak sun taswir karne joban par
kanchki phaD phaD tar kiye
lekh kuch hat ke iram mein pai
le kahe kuch dekhat anar kiye
KHush ho panwakh nur-e-bustan sun
sar the pak lag use singar kiye
kanTh-malan padak humailyan lya
kiye yu chhand sur ke sitar kiye
sau nabi sadqe 'qutub' dhan gal ba
raat din is gale ka haar kiye
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.