Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

qasid-e-mast-gam mauj-e-saba

Majeed Amjad

qasid-e-mast-gam mauj-e-saba

Majeed Amjad

MORE BYMajeed Amjad

    qāsid-e-mast-gām mauj-e-sabā

    koī ramz-e-ḳhirām mauj-e-sabā

    vādī-e-barf koī sandes

    mere ashkoñ ke naam mauj-e-sabā

    koī mauj-e-ḳhayāl meñ bahtī

    manziloñ payām mauj-e-sabā

    so simaTtī masāfatoñ tilism

    terī karvaT naam mauj-e-sabā

    tere dāman ḳhushbuoñ meñ haiñ ġham

    sau suhāne maqām mauj-e-sabā

    aatī patjhaḌ ke saath lauTte vaqt

    ik bahāreñ payām mauj-e-sabā

    ik naved-e-nigāh-e-paik-e-habīb

    ik javāb-e-salām mauj-e-sabā

    qasid-e-mast-gam mauj-e-saba

    koi ramz-e-KHiram mauj-e-saba

    wadi-e-barf ka koi sandes

    mere ashkon ke nam mauj-e-saba

    koi mauj-e-KHayal mein bahti

    manzilon ka payam mauj-e-saba

    so simaTti masafaton ka tilism

    teri karwaT ka nam mauj-e-saba

    tere daman ki KHushbuon mein hain gham

    sau suhane maqam mauj-e-saba

    aati patjhaD ke sath lauTte waqt

    ek bahaaren payam mauj-e-saba

    ek nawed-e-nigah-e-paik-e-habib

    ek jawab-e-salam mauj-e-saba

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now