Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

qasam is aag aur pani ki

Sarvat Husain

qasam is aag aur pani ki

Sarvat Husain

qasam is aag aur paanī

maut achchhī hai bas javānī

aur bhī haiñ rivāyateñ lekin

ik rivāyat hai ḳhūñ-fishānī

jise anjām tum samajhtī ho

ibtidā hai kisī kahānī

ranj ret hai kināroñ par

mauj guzrī thī shādmānī

chuum liiñ merī uñgliyāñ 'sarvat'

us ne itnī to mehrbānī

qasam is aag aur pani ki

maut achchhi hai bas jawani ki

aur bhi hain riwayaten lekin

ek riwayat hai KHun-fishani ki

jise anjam tum samajhti ho

ibtida hai kisi kahani ki

ranj ki ret hai kinaron par

mauj guzri thi shadmani ki

chum lin meri ungliyan 'sarwat'

us ne itni to mehrbani ki

RECITATIONS

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

00:00/00:00
Nomaan Shauque

qasam is aag aur pani ki Nomaan Shauque

Source :
  • Book : Mitti Ki Sundarta Dekho (Pg. 58)
  • Author : Sarvat Husain
  • Publication : Rekhta Publications (2018)
  • Edition : First
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now