Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

qayam umr-e-rawan ka musafirana hai

Mahaveer Parshad Anjum

qayam umr-e-rawan ka musafirana hai

Mahaveer Parshad Anjum

MORE BYMahaveer Parshad Anjum

    qayām umr-e-ravāñ musāfirāna hai

    jahāñ meñ rahte haiñ jab tak ki āb-o-dāna hai

    abas ġhurūr hai taufīq-e-ḳhair par zāhid

    ye us rahmat-o-baḳhshish ik bahāna hai

    mujhe riyāzat-o-tā.at par e'timād nahīñ

    sar-e-niyāz mirā terā āstāna hai

    fanā hai baqā naam dūsrā 'anjum'

    nafas āmad-o-shud maut tarāna hai

    qayam umr-e-rawan ka musafirana hai

    jahan mein rahte hain jab tak ki aab-o-dana hai

    abas ghurur hai taufiq-e-KHair par zahid

    ye us ki rahmat-o-baKHshish ka ek bahana hai

    mujhe riyazat-o-taat par e'timad nahin

    sar-e-niyaz mera tera aastana hai

    fana hi ka hai baqa nam dusra 'anjum'

    nafas ki aamad-o-shud maut ka tarana hai

    Source :
    • Book : Mujalla Dastavez (Pg. 151)
    • Author : Aziz Nabeel
    • Publication : Edarah Dastavez (2013-14)
    • Edition : 2013-14
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now