Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raat ki raniyon charaghon ki KHair

Bushra Bakhtiyar Khan

raat ki raniyon charaghon ki KHair

Bushra Bakhtiyar Khan

MORE BYBushra Bakhtiyar Khan

    raat rāniyoñ charāġhoñ ḳhair

    madh-bhare pyaar karne vāloñ ḳhair

    ḳhair ho ḳhair ho faqat ho ḳhair

    mere sab dostoñ harīfoñ ḳhair

    jhiil par milne vaale shaad raheñ

    aur us jhiil ke kināroñ ḳhair

    sab gharoñ ke charāġh raushan hoñ

    shahr meñ phirte be-sahāroñ ḳhair

    raushnī mil ga.ī tujhe 'bushrā'

    raushnī ke sabhī havāloñ ḳhair

    raat ki raniyon charaghon ki KHair

    madh-bhare pyar karne walon ki KHair

    KHair ho KHair ho faqat ho KHair

    mere sab doston harifon ki KHair

    jhil par milne wale shad rahen

    aur us jhil ke kinaron ki KHair

    sab gharon ke charagh raushan hon

    shahr mein phirte be-sahaaron ki KHair

    raushni mil gai tujhe 'bushra'

    raushni ke sabhi hawalon ki KHair

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now