Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

subh ko hashr bhi hai kaT gai gar aaj ki raat

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

subh ko hashr bhi hai kaT gai gar aaj ki raat

Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

MORE BYMunshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi

    sub.h ko hashr bhī hai kaT ga.ī gar aaj raat

    de rahā hai mirā dil kal ḳhabar aaj raat

    mere nāloñ meñ ġhazab hai asar aaj raat

    log thāme hue baiThe haiñ jigar aaj raat

    zabt maane hai ki vo shoḳh shikāyat na kare

    be-sadā aah bhī hai misl-e-asar aaj raat

    TuuTe paḌte haiñ falak se bhī sitāre paiham

    chunñe baiThā hai jo afshāñ vo qamar aaj raat

    zabt-e-nāla ne ye andher kiyā siine meñ

    ban gayā ghuT ke dhuāñ soz-e-jigar aaj raat

    subh ko hashr bhi hai kaT gai gar aaj ki raat

    de raha hai mera dil kal ki KHabar aaj ki raat

    mere nalon mein ghazab ka hai asar aaj ki raat

    log thame hue baiThe hain jigar aaj ki raat

    zabt mane hai ki wo shoKH shikayat na kare

    be-sada aah bhi hai misl-e-asar aaj ki raat

    TuTe paDte hain falak se bhi sitare paiham

    chunne baiTha hai jo afshan wo qamar aaj ki raat

    zabt-e-nala ne ye andher kiya sine mein

    ban gaya ghuT ke dhuan soz-e-jigar aaj ki raat

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now