Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raaz kahan tak raaz rahega manzar-e-am pe aaega

Ibn e Insha

raaz kahan tak raaz rahega manzar-e-am pe aaega

Ibn e Insha

MORE BYIbn e Insha

    raaz kahāñ tak raaz rahegā manzar-e-ām pe aa.egā

    daaġh ujāgar ho kar sūraj ko sharmā.egā

    shahroñ ko vīrān karegā apnī aañch tezī se

    vīrānoñ meñ mast albele vahshī phuul khilā.egā

    haañ yahī shaḳhs gudāz aur nāzuk hoñToñ par muskān liye

    ai dil apne haath lagāte patthar ban jā.egā

    diida o dil ne dard apne baat bhī to kis se

    vo to dard baanī Thahrā vo kyā dard baTā.egā

    terā nuur zuhūr salāmat ik din tujh par māh-e-tamām

    chāñd-nagar rahne vaalā chāñd-nagar likh jā.egā

    raaz kahan tak raaz rahega manzar-e-am pe aaega

    ji ka dagh ujagar ho kar suraj ko sharmaega

    shahron ko viran karega apni aanch ki tezi se

    viranon mein mast albele wahshi phul khilaega

    han yahi shaKHs gudaz aur nazuk honTon par muskan liye

    ai dil apne hath lagate patthar ka ban jaega

    dida o dil ne dard ki apne baat bhi ki to kis se ki

    wo to dard ka bani Thahra wo kya dard baTaega

    tera nur zuhur salamat ek din tujh par mah-e-tamam

    chand-nagar ka rahne wala chand-nagar likh jaega

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    raaz kahan tak raaz rahega manzar-e-am pe aaega Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now