Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

raste ka intiKHab zaruri sa ho gaya

Aitbar Sajid

raste ka intiKHab zaruri sa ho gaya

Aitbar Sajid

MORE BYAitbar Sajid

  raste intiḳhāb zarūrī ho gayā

  ab iḳhtitām-e-bāb zarūrī ho gayā

  ham chup rahe to aur bhī ilzām aa.egā

  ab kuchh na kuchh javāb zarūrī ho gayā

  ham Tālte rahe ki ye naubat na aane paa.e

  phir hijr azaab zarūrī ho gayā

  har shaam jald sone aadat paḌ ga.ī

  har raat ek ḳhvāb zarūrī ho gayā

  aahoñ se TūTtā nahīñ ye gumbad-e-siyāh

  ab sañg-e-āftāb zarūrī ho gayā

  denā hai imtihān tumhāre firāq

  ab sabr nisāb zarūrī ho gayā

  raste ka intiKHab zaruri sa ho gaya

  ab iKHtitam-e-bab zaruri sa ho gaya

  hum chup rahe to aur bhi ilzam aaega

  ab kuchh na kuchh jawab zaruri sa ho gaya

  hum Talte rahe ki ye naubat na aane pae

  phir hijr ka azab zaruri sa ho gaya

  har sham jald sone ki aadat hi paD gai

  har raat ek KHwab zaruri sa ho gaya

  aahon se TuTta nahin ye gumbad-e-siyah

  ab sang-e-aftab zaruri sa ho gaya

  dena hai imtihan tumhaare firaq ka

  ab sabr ka nisab zaruri sa ho gaya

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now