Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rau mein jazbon ki bah gae hum log

Masood Qureshi

rau mein jazbon ki bah gae hum log

Masood Qureshi

MORE BYMasood Qureshi

    rau meñ jazboñ bah ga.e ham log

    ḳhushk sāhil pe rah ga.e ham log

    zulmat-o-nūr ke kinā.e meñ

    baat nāzuk kah ga.e ham log

    har musāhib bahut ḳhajil paayā

    jab kabhī pesh-e-shah ga.e ham log

    mun.akis thī tirī ziyā ham meñ

    jo Duubā to kah ga.e ham log

    is tanāsub se ham subuk Thahre

    jis qadar sū-e-mah ga.e ham log

    rau mein jazbon ki bah gae hum log

    KHushk sahil pe rah gae hum log

    zulmat-o-nur ke kinae mein

    baat nazuk si kah gae hum log

    har musahib bahut KHajil paya

    jab kabhi pesh-e-shah gae hum log

    munakis thi teri ziya hum mein

    tu jo Duba to kah gae hum log

    is tanasub se hum subuk Thahre

    jis qadar su-e-mah gae hum log

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now