Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

rida-e-sang oDh kar na so gaya ho kanch bhi

Tanveer Monis

rida-e-sang oDh kar na so gaya ho kanch bhi

Tanveer Monis

MORE BYTanveer Monis

    ridā-e-sañg oḌh kar na so gayā ho kāñch bhī

    harīm-e-zaḳhm lāzmī hai ḳhair-o-shar jāñch bhī

    ga.e baras raakh jis ko daan thī aa gayā

    isī nadī se ġhusl kar ke do-hazār-pāñch bhī

    muhāvare se jāñchiye to vo sarāb hai

    maiñ sāñch bhī nahīñ nahīñ hai is badan aañch bhī

    bharam zarā mastiyoñ rakh ki ham haiñ ghaat meñ

    ġhazāl-e-mast chashm ho idhar ko ik qalāñch bhī

    rida-e-sang oDh kar na so gaya ho kanch bhi

    harim-e-zaKHm lazmi hai KHair-o-shar ki jaanch bhi

    gae baras ki rakh jis ko dan ki thi aa gaya

    isi nadi se ghusl kar ke do-hazar-panch bhi

    muhaware ki ru se jaanchiye to wo sarab hai

    main sanch bhi nahin nahin hai is badan ki aanch bhi

    bharam zara sa mastiyon ka rakh ki hum hain ghat mein

    ghazal-e-mast chashm ho idhar ko ek qalanch bhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now