rindon mein yun hi baKHshish-e-pir-e-mughan rahe
rindoñ meñ yuuñ hī baḳhshish-e-pīr-e-muġhāñ rahe
ho laakh qaht phir bhī ye dariyā ravāñ rahe
ruḳhsat hoñ vo to ashk musalsal ravāñ rahe
yūsuf ke saath saath lagā kārvāñ rahe
bijlī bhī is ke Dar se giregī na bāġhbāñ
haañ haañ tirī nazar meñ mirā āshiyāñ rahe
rindon mein yun hi baKHshish-e-pir-e-mughan rahe
ho lakh qaht phir bhi ye dariya rawan rahe
ruKHsat hon wo to ashk musalsal rawan rahe
yusuf ke sath sath laga karwan rahe
bijli bhi is ke Dar se giregi na baghban
han han teri nazar mein mera aashiyan rahe
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.