sae ki tarah qabza-e-paikar se nikal kar
saa.e kī tarah qabza-e-paikar se nikal kar
vo shaḳhs gayā mere barābar se nikal kar
phir der talak mujh se rahā mahv-e-takallum
ik shaḳhs mire apne hī andar se nikal kar
ham log abhī qā.il-e-taqdīr haiñ 'mohsin'
ham log kahāñ jaa.eñ muqaddar se nikal kar
sae ki tarah qabza-e-paikar se nikal kar
wo shaKHs gaya mere barabar se nikal kar
phir der talak mujh se raha mahw-e-takallum
ek shaKHs mere apne hi andar se nikal kar
hum log abhi qail-e-taqdir hain 'mohsin'
hum log kahan jaen muqaddar se nikal kar
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.