sath tha itna bas aur bas
saath thā itnā bas aur bas
ek yā do baras aur bas
chāhateñ haiñ ye kyā āj-kal
calls kiiñ aaTh das aur bas
to manānā hai us ko tujhe
pyaar kī thaam nas aur bas
ismateñ luT rahī haiñ ye kyoñ
ik zarā sī havas aur bas
thā milā vo mujhe is tarah
charsī ko juuñ charas aur bas
Dar kisī ko nahīñ hogā kyā
chand roza qafas aur bas
sath tha itna bas aur bas
ek ya do baras aur bas
chahaten hain ye kya aaj-kal
calls kin aaTh das aur bas
to manana hai us ko tujhe
pyar ki tham nas aur bas
ismaten luT rahi hain ye kyon
ek zara si hawas aur bas
tha mila wo mujhe is tarah
charsi ko jun charas aur bas
Dar kisi ko nahin hoga kya
chand roza qafas aur bas
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.