sach kaise suna jae
sach kaise sunā jaa.e
sab kaise kahā jaa.e
dukh kaise sahā jaa.e
ḳhush kaise rahā jaa.e
har lamha lage aise
jaise koī aa jaa.e
jis jagah tujhe dekhūñ
āñkhoñ meñ samā jaa.e
bas us ke samajhne ko
dīvāna banā jaa.e
sach kaise suna jae
sab kaise kaha jae
dukh kaise saha jae
KHush kaise raha jae
har lamha lage aise
jaise koi aa jae
jis jagah tujhe dekhun
aankhon mein sama jae
bas us ke samajhne ko
diwana bana jae
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.