Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sarshaar kisi subh kisi sham na aaya

Sarshar Hoshyarpuri

sarshaar kisi subh kisi sham na aaya

Sarshar Hoshyarpuri

MORE BYSarshar Hoshyarpuri

    'sarshār' kisī sub.h kisī shaam na aaya

    is gardish-e-ayyām ko ārām na aaya

    aakar bhī ai sāqī-e-gulfām na aaya

    aaya na idhar jaam idhar jaam na aaya

    jīte-jī sad-afsos na aaya ye kisī kaam

    mar kar bhī to insān kisī kaam na aaya

    tark-e-ta.alluq ko samajh husn-e-ta.alluq

    kyā kam hai ye paiġhām ki paiġhām na aaya

    'sarshaar' kisi subh kisi sham na aaya

    is gardish-e-ayyam ko aaram na aaya

    aakar bhi tu ai saqi-e-gulfam na aaya

    aaya na idhar jam idhar jam na aaya

    jite-ji sad-afsos na aaya ye kisi kaam

    mar kar bhi to insan kisi kaam na aaya

    tu tark-e-talluq ko samajh husn-e-talluq

    kya kam hai ye paigham ki paigham na aaya

    Source :
    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now