Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sham-o-sahar yun chupke chupke rona kya

Faizul Amin Faiz

sham-o-sahar yun chupke chupke rona kya

Faizul Amin Faiz

MORE BYFaizul Amin Faiz

    shām-o-sahar yuuñ chupke chupke ronā kyā

    kisī ḳhātir itnā pāgal honā kyā

    hosh gañvā dete haiñ tum se mil kar log

    kar dete ho tum bhī jādū-Tonā kyā

    pyaar vo shai hai jis koī mol nahīñ

    us ke aage chāñdī kyā hai sonā kyā

    jab chāhā tum ne us ko toḌ diyā

    jab bolo dil thā merā khilaunā kyā

    'faiz' yatīm-o-bekas se ye pūchhoge

    maañ ke āñchal hotā hai konā kyā

    sham-o-sahar yun chupke chupke rona kya

    kisi ki KHatir itna pagal hona kya

    hosh ganwa dete hain tum se mil kar log

    kar dete ho tum bhi jadu-Tona kya

    pyar wo shai hai jis ka koi mol nahin

    us ke aage chandi kya hai sona kya

    jab ji chaha tum ne us ko toD diya

    jab hi bolo dil tha mera khilauna kya

    'faiz' yatim-o-bekas se ye puchhoge

    man ke aanchal ka hota hai kona kya

    Source :
    • Book : Handwriting File Mail By Salim Saleem
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now