Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sharma ke yun na dekh ada ke maqam se

Sahir Ludhianvi

sharma ke yun na dekh ada ke maqam se

Sahir Ludhianvi

sharmā ke yuuñ na dekh adā ke maqām se

ab baat baḌh chukī hai hayā ke maqām se

tasvīr khīñch hai tire shoḳh husn

merī nazar ne aaj ḳhatā ke maqām se

duniyā ko bhuul kar mirī bāñhoñ meñ jhuul

āvāz de rahā huuñ vafā ke maqām se

dil ke muāmle meñ natīje fikr kyā

aage hai ishq jurm-o-sazā ke maqām se

sharma ke yun na dekh ada ke maqam se

ab baat baDh chuki hai haya ke maqam se

taswir khinch li hai tere shoKH husn ki

meri nazar ne aaj KHata ke maqam se

duniya ko bhul kar meri banhon mein jhul ja

aawaz de raha hun wafa ke maqam se

dil ke muamle mein natije ki fikr kya

aage hai ishq jurm-o-saza ke maqam se

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Mohammad Rafi

Mohammad Rafi

Source :
  • Book : Kulliyat-e-Sahir Ludhianvi (Pg. 270)
  • Author : SAHIR LUDHIANVI
  • Publication : Farid Book Depot (Pvt.) Ltd
0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now