Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ai ishq ye sab duniya wale be-kar ki baaten karte hain

Shakeel Badayuni

ai ishq ye sab duniya wale be-kar ki baaten karte hain

Shakeel Badayuni

Interesting Fact

Film: Mughal-e-Azam

ai ishq ye sab duniyā vaale be-kār bāteñ karte haiñ

paa.el ke ġhamoñ ilm nahīñ jhankār bāteñ karte haiñ

har dil meñ chhupā hai tiir koī har paañv meñ hai zanjīr koī

pūchhe koī in se ġham ke maze jo pyaar bāteñ karte haiñ

ulfat ke na.e dīvānoñ ko kis tarah se koī samjhā.e

nazroñ pe lagī hai pābandī dīdār bāteñ karte haiñ

bhañvre haiñ agar mad.hosh to kyā parvāne bhī haiñ ḳhāmosh to kyā

sab pyaar ke naġhme gaate haiñ sab yaar bāteñ karte haiñ

ai ishq ye sab duniya wale be-kar ki baaten karte hain

pael ke ghamon ka ilm nahin jhankar ki baaten karte hain

har dil mein chhupa hai tir koi har panw mein hai zanjir koi

puchhe koi in se gham ke maze jo pyar ki baaten karte hain

ulfat ke nae diwanon ko kis tarah se koi samjhae

nazron pe lagi hai pabandi didar ki baaten karte hain

bhanwre hain agar madhosh to kya parwane bhi hain KHamosh to kya

sab pyar ke naghme gate hain sab yar ki baaten karte hain

Videos
This video is playing from YouTube

Videos
This video is playing from YouTube

Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar

RECITATIONS

Fahad Husain

Fahad Husain,

Nomaan Shauque

Nomaan Shauque,

Fahad Husain

ai ishq ye sab duniya wale be-kar ki baaten karte hain Fahad Husain

Nomaan Shauque

ai ishq ye sab duniya wale be-kar ki baaten karte hain Nomaan Shauque

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now