shikayat kar ke ghussa aur un ka tez karna hai
shikāyat kar ke ġhussa aur un kā tez karnā hai
abhī to guftugu-e-maslahat-āmez karnā hai
ye duniyā jā-e-āsā.ish nahīñ hai āzmā.ish hai
yahāñ jo saḳhtiyāñ tujh par paḌīñ añgez karnā hai
ġhazal-ḳhvānī ko tū is bazm meñ aayā nahīñ 'nādir'
tujhe yaañ va.az kahnā pand-e-sūd-āmez karnā hai
shikayat kar ke ghussa aur un ka tez karna hai
abhi to guftugu-e-maslahat-amez karna hai
ye duniya ja-e-asaish nahin hai aazmaish hai
yahan jo saKHtiyan tujh par paDin angez karna hai
ghazal-KHwani ko tu is bazm mein aaya nahin 'nadir'
tujhe yan waz kahna pand-e-sud-amez karna hai
- Book : Jadeed Shora-e-Urdu (Pg. 199)
- Author : Dr. Abdul Wahid
- Publication : Feroz sons Printers Publishers and Stationers
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.