shorishon se khelna hangamon se Darna nahin
shorishoñ se khelnā hañgāmoñ se Darnā nahīñ
ham to aise rahte haiñ jaise kabhī marnā nahīñ
paar karnā hai mujhe dariyā-e-jabr-e-vaqt ko
kaam aisā hai ki jaldī meñ use karnā nahīñ
shorishon se khelna hangamon se Darna nahin
hum to aise rahte hain jaise kabhi marna nahin
par karna hai mujhe dariya-e-jabr-e-waqt ko
kaam aisa hai ki jaldi mein use karna nahin
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.