sitam-zarifon ne samjha hai kya mohabbat ko
sitam-zarīfoñ ne samjhā hai kyā mohabbat ko
aziyyat aur bhī degī havā mohabbat ko
diloñ ko pherne vaale ajab nahīñ ki koī
tirī zamīñ pe tarastā rahā mohabbat ko
hamāre gaañv meñ to muskurātī phirtī hai
tumhāre shahr meñ kyā ho gayā mohabbat ko
sitam-zarifon ne samjha hai kya mohabbat ko
aziyyat aur bhi degi hawa mohabbat ko
dilon ko pherne wale ajab nahin ki koi
teri zamin pe tarasta raha mohabbat ko
hamare ganw mein to muskuraati phirti hai
tumhaare shahr mein kya ho gaya mohabbat ko
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.