Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

sulag uThi hai koi aag si hawaon mein

Jaleel 'Aali'

sulag uThi hai koi aag si hawaon mein

Jaleel 'Aali'

MORE BYJaleel 'Aali'

    sulag uThī hai koī aag havāoñ meñ

    badal ga.ī haiñ bahāreñ mirī ḳhizāoñ meñ

    na aa.ī raas banāvaT zindagī mujh ko

    maiñ shahr chhoḌ ke phir aa gayā huuñ gaañv meñ

    qadam qadam pe nayā ik ḳhudā nazar aayā

    na jaane kaun bar-haq hai in ḳhudāoñ meñ

    koī umiid bārish ehtimām karo

    maiñ jal rahā huuñ ġham-o-yās chitāoñ meñ

    bahut kaḌā hai mohabbat ke rāstoñ safar

    jafā dhuup chhupī hai vafā chhāñv meñ

    sulag uThi hai koi aag si hawaon mein

    badal gai hain bahaaren meri KHizaon mein

    na aai ras banawaT ki zindagi mujh ko

    main shahr chhoD ke phir aa gaya hun ganw mein

    qadam qadam pe naya ek KHuda nazar aaya

    na jaane kaun sa bar-haq hai in KHudaon mein

    koi umid ki barish ka ehtimam karo

    main jal raha hun gham-o-yas ki chitaon mein

    bahut kaDa hai mohabbat ke raston ka safar

    jafa ki dhup chhupi hai wafa ki chhanw mein

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now