Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

talash karne pe milta nahin pata us ka

Shivendra Singh

talash karne pe milta nahin pata us ka

Shivendra Singh

talāsh karne pe miltā nahīñ pata us

rah-e-badan pe dikhā.ī de naqsh-e-pā us

ajiib shaḳhs thā ḳhud apne dukh banātā thā

dil-o-dimāġh pe kuchh din asar rahā us

badan charāġh meñ bujhtā huā dil-e-māyūs

qayāmat us ke tale shab guzārnā us

phir us ke baa'd koī aur dukh banā nahīñ

tabāh-kun thā faqat kun pukārnā us

vo ab kisī se bhī kartī nahīñ hai baat us

vo ab kisī se nahīñ haal pūchhtā us

talash karne pe milta nahin pata us ka

rah-e-badan pe dikhai de naqsh-e-pa us ka

ajib shaKHs tha KHud apne dukh banata tha

dil-o-dimagh pe kuchh din asar raha us ka

badan charagh mein bujhta hua dil-e-mayus

qayamat us ke tale shab guzarna us ka

phir us ke ba'd koi aur dukh bana hi nahin

tabah-kun tha faqat kun pukarna us ka

wo ab kisi se bhi karti nahin hai baat us ki

wo ab kisi se nahin haal puchhta us ka

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now