tanha hue KHarab hue aaina hue
tanhā hue ḳharāb hue aa.ina hue
chāhā thā aadmī baneñ lekin ḳhudā hue
jab tak jiye bikharte rahe TūTte rahe
ham saañs saañs qarz kī sūrat adā hue
ham bhī kisī kamān se nikle the tiir se
ye aur baat hai ki nishāne ḳhatā hue
pur-shor rāstoñ se guzarnā muhāl thā
haT kar chale to aap hī apnī sazā hue
tanha hue KHarab hue aaina hue
chaha tha aadmi banen lekin KHuda hue
jab tak jiye bikharte rahe TuTte rahe
hum sans sans qarz ki surat ada hue
hum bhi kisi kaman se nikle the tir se
ye aur baat hai ki nishane KHata hue
pur-shor raston se guzarna muhaal tha
haT kar chale to aap hi apni saza hue
- Book : Sheher Men Gaon (Pg. 157)
- Author : Shahid Mahili
- Publication : Miaar Publications (2012)
- Edition : 2012
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.