Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tanha safar hai aur hai yaadon ki qabr-gah

Pranav Mishra Tejas

tanha safar hai aur hai yaadon ki qabr-gah

Pranav Mishra Tejas

tanhā safar hai aur hai yādoñ qabr-gāh

Thahre hue samāñ meñ Dare jhīñguroñ aah

maddham lapaktī lau se chamak uThtā āsmāñ

aise meñ dard-e-hijr halkī ik nigāh

soz-e-darūñ meñ mast huuñ phir bhī koī kamīñ

hai chāhtī zarā abhī aur huuñ tabāh

mujh se ḳhalā meñ baat bhī karnā nahīñ rafīq

aise ḳhalā meñ baat bhī karnā hai ik gunāh

sab ḳhudā hai aur miyāñ merā koī aur

mere ḳhudā zulf se raushan hai shab-e-māh

tanha safar hai aur hai yaadon ki qabr-gah

Thahre hue saman mein Dare jhinguron ki aah

maddham lapakti lau se chamak uThta aasman

aise mein dard-e-hijr ki halki si ek nigah

soz-e-darun mein mast hun phir bhi koi kamin

hai chahti zara ki abhi aur hun tabah

mujh se KHala mein baat bhi karna nahin rafiq

aise KHala mein baat bhi karna hai ek gunah

sab ka KHuda hai aur miyan mera koi aur

mere KHuda ki zulf se raushan hai shab-e-mah

0
COMMENTS
VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now