Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tere aafat-zada jin dashton mein aD jate hain

Shaikh Ibrahim Zauq

tere aafat-zada jin dashton mein aD jate hain

Shaikh Ibrahim Zauq

MORE BYShaikh Ibrahim Zauq

    tere āfat-zada jin dashtoñ meñ aḌ jaate haiñ

    sabr o tāqat ke vahāñ paañv ukhaḌ jaate haiñ

    itne bigḌe haiñ vo mujh se ki agar naam un ke

    ḳhat bhī likhtā huuñ to sab harf bigaḌ jaate haiñ

    kyuuñ na laḌāvā.eñ unheñ ġhair ki karte haiñ yahī

    ham-nashīñ jin ke nasībe kahīñ laḌ jaate haiñ

    tere aafat-zada jin dashton mein aD jate hain

    sabr o taqat ke wahan panw ukhaD jate hain

    itne bigDe hain wo mujh se ki agar nam un ke

    KHat bhi likhta hun to sab harf bigaD jate hain

    kyun na laDawaen unhen ghair ki karte hain yahi

    ham-nashin jin ke nasibe kahin laD jate hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now