tere afkar ke shoalon ki tapish mand nahin
tere afkār ke sho.aloñ kī tapish maañd nahīñ
phir bhī mahfil meñ ThiThurne kī ravish baaqī hai
muntazir bazm hai kab se ki nayā daur chale
vaqt kī gard meñ mastūr magar saaqī hai
qabr se aa.ī nidā pyaas meñ shiddat ho agar
sab mayassar ho yahī sheva-e-āfāqī hai
tere afkar ke shoalon ki tapish mand nahin
phir bhi mahfil mein ThiThurne ki rawish baqi hai
muntazir bazm hai kab se ki naya daur chale
waqt ki gard mein mastur magar saqi hai
qabr se aai nida pyas mein shiddat ho agar
sab mayassar ho yahi shewa-e-afaqi hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.