Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

apne har har lafz ka KHud aaina ho jaunga

Waseem Barelvi

apne har har lafz ka KHud aaina ho jaunga

Waseem Barelvi

apne har har lafz ḳhud aa.ina ho jā.ūñgā

us ko chhoTā kah ke maiñ kaise baḌā ho jā.ūñgā

tum girāne meñ lage the tum ne sochā nahīñ

maiñ girā to mas.ala ban kar khaḌā ho jā.ūñgā

mujh ko chalne do akelā hai abhī merā safar

rāsta rokā gayā to qāfila ho jā.ūñgā

saarī duniyā nazar meñ hai mirā ahd-e-vafā

ik tire kahne se kyā maiñ bevafā ho jā.ūñgā

apne har har lafz ka KHud aaina ho jaunga

us ko chhoTa kah ke main kaise baDa ho jaunga

tum girane mein lage the tum ne socha hi nahin

main gira to masala ban kar khaDa ho jaunga

mujh ko chalne do akela hai abhi mera safar

rasta roka gaya to qafila ho jaunga

sari duniya ki nazar mein hai mera ahd-e-wafa

ek tere kahne se kya main bewafa ho jaunga

RECITATIONS

Waseem Barelvi

Waseem Barelvi,

Waseem Barelvi

apne har har lafz ka KHud aaina ho jaunga Waseem Barelvi

Additional information available

Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

OKAY

About this sher

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

Close

rare Unpublished content

This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

OKAY

You have remaining out of free content pages per year. Log In or Register to become a Rekhta Family member to access the full website.

Speak Now