the baDi shan se rakkhe hue aflak pe hum
the baḌī shaan se rakkhe hue aflāk pe ham
ḳhaak hone ke liye aa.e haiñ is ḳhaak pe ham
sirf ik choT zarā sī lagī aur baiTh gayā
naaz karte the bahut is dil-e-be-bāk pe ham
kūza-gar ho gayā thā aur kahīñ par masrūf
ya.anī rakkhe ga.e aur suukh ga.e chaak pe ham
the baDi shan se rakkhe hue aflak pe hum
KHak hone ke liye aae hain is KHak pe hum
sirf ek choT zara si lagi aur baiTh gaya
naz karte the bahut is dil-e-be-bak pe hum
kuza-gar ho gaya tha aur kahin par masruf
yani rakkhe gae aur sukh gae chaak pe hum
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.