the mizajan hum bhi harjai bahut
the mizājan ham bhī harjā.ī bahut
par dakan vāloñ kī yaad aa.ī bahut
dil ke milne aur luTne ke liye
ek lamhe kī shanāsā.ī bahut
ban ga.e haiñ aaj vo nā-āshnā
jin se thī kal tak shanāsā.ī bahut
jab se un kī qurbateñ hāsil huiiñ
baḌh ga.ī hai dil kī tanhā.ī bahut
the mizajan hum bhi harjai bahut
par dakan walon ki yaad aai bahut
dil ke milne aur luTne ke liye
ek lamhe ki shanasai bahut
ban gae hain aaj wo na-ashna
jin se thi kal tak shanasai bahut
jab se un ki qurbaten hasil huin
baDh gai hai dil ki tanhai bahut
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.