aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tere KHayal ka charcha tere KHayal ki baat

Indira Varma

tere KHayal ka charcha tere KHayal ki baat

Indira Varma

MORE BYIndira Varma

    tire ḳhayāl charchā tire ḳhayāl baat

    shab-e-firāq meñ paiham rahī visāl baat

    Thinking of you, talking about thoughts about you,

    The Night of Separation is seamless with the talk of union

    tum apnī chāragarī ko na phir karo rusvā

    hamāre haal pe chhoḌo hamāre haal baat

    Don't bring shame to your powers of healing

    Leave it to us to deal with our own state

    kamāñ abrū aalam ajiib hai dekho

    falak ke chāñd se behtar hai us hilāl baat

    See, the brow like an arched bow is an amazing sight

    Its luminosity is greater than the new moon in the skies

    yahī fasāna rahā hai junūñ ke sahrā meñ

    kabhī firāq ke qisse kabhī visāl baat

    It has always been so in the desert of mad longing

    sometimes the legends of partings, sometimes the talk of meeting

    bahār aa.ī to khul kar kahā hai phūloñ ne

    ye kis ne chheḌ gulshan meñ phir jamāl baat

    With the coming of spring, flowers have burst into speech

    Who has again spread this tale of beauty in the garden

    apne aap meñ tanhā hai merī nazroñ meñ

    kahāñ se DhūñD ke lā.ūñ tire misāl baat

    You alone are the only one in my eyes

    Where shall I find another one like you

    binā talab ke atā kar rahā hai vo mujh ko

    laboñ pe mere na aa.e kabhī savāl baat

    Wiithout asking, he grants me gifts

    Never should a request ever arise on my lips

    tere KHayal ka charcha tere KHayal ki baat

    shab-e-firaq mein paiham rahi visal ki baat

    Thinking of you, talking about thoughts about you,

    The Night of Separation is seamless with the talk of union

    tum apni chaaragari ko na phir karo ruswa

    hamare haal pe chhoDo hamare haal ki baat

    Don't bring shame to your powers of healing

    Leave it to us to deal with our own state

    kaman si abru ka aalam ajib hai dekho

    falak ke chand se behtar hai us hilal ki baat

    See, the brow like an arched bow is an amazing sight

    Its luminosity is greater than the new moon in the skies

    yahi fasana raha hai junun ke sahra mein

    kabhi firaq ke qisse kabhi visal ki baat

    It has always been so in the desert of mad longing

    sometimes the legends of partings, sometimes the talk of meeting

    bahaar aai to khul kar kaha hai phulon ne

    ye kis ne chheD di gulshan mein phir jamal ki baat

    With the coming of spring, flowers have burst into speech

    Who has again spread this tale of beauty in the garden

    tu apne aap mein tanha hai meri nazron mein

    kahan se DhunD ke laun tere misal ki baat

    You alone are the only one in my eyes

    Where shall I find another one like you

    bina talab ke ata kar raha hai wo mujh ko

    labon pe mere na aae kabhi sawal ki baat

    Wiithout asking, he grants me gifts

    Never should a request ever arise on my lips

    RECITATIONS

    Radhika Chopra

    Radhika Chopra,

    Radhika Chopra

    tere KHayal ka charcha tere KHayal ki baat Radhika Chopra

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now