tere qad the sarw taza hai jam
tire qad the sarv taaza hai jam
uu chāyā hai yā nau-chaman meñ alam
tū hai chand taare haiñ lashkar tire
tuuñ hai shāh-ḳhūbāañ maiñ terā hasham
varaq sanā parnīñ likhyā tuj sā hor
azal ke musavvir kā hargiz qalam
sikandar kuuñ thī aarsī jam kuuñ jaam
tire hast hai darpan hor jām-jam
tire mukh ke phul-ban kuuñ dekh laaj the
chhupāyā hai mukh aapne kuuñ iram
tere qad the sarw taza hai jam
u chaya hai ya nau-chaman mein alam
tu hai chand tare hain lashkar tere
tun hai shah-KHubaan main tera hasham
waraq sana parnin likhya tuj sa hor
azal ke musawwir ka hargiz qalam
sikandar kun thi aarsi jam kun jam
tere hast hai darpan hor jam-jam
tere mukh ke phul-ban kun dekh laj the
chhupaya hai mukh aapne kun iram
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.