tere wasl pe teri qurbat pe lanat
tire vasl pe terī qurbat pe la.anat
jo tujh se huī us mohabbat pe la.anat
tirī phuul sī saarī bātoñ pe thū thū
tirī bholī-bhālī sī sūrat pe la.anat
har ik ḳhvāb ummīd ḳhvāhish pe tuf hai
har ik aarzū dil kī hasrat pe la.anat
tujhe dil kī is naukrī ne diyā kyā
faqat dard jā aisī ujrat pe la.anat
tere wasl pe teri qurbat pe lanat
jo tujh se hui us mohabbat pe lanat
teri phul si sari baaton pe thu thu
teri bholi-bhaali si surat pe lanat
har ek KHwab ummid KHwahish pe tuf hai
har ek aarzu dil ki hasrat pe lanat
tujhe dil ki is naukri ne diya kya
faqat dard ja aisi ujrat pe lanat
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.