Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tughyaniyon se apni nikala na kar mujhe

Sughra Sadaf

tughyaniyon se apni nikala na kar mujhe

Sughra Sadaf

MORE BYSughra Sadaf

    tuġhyāniyoñ se apnī nikālā na kar mujhe

    garche sadaf huuñ yuuñ to uchhālā na kar mujhe

    vīrāniyoñ ke ḳhauf se ghabrā ke merā dil

    jo Dūbne lage to sambhālā na kar mujhe

    ye raushnī kahīñ merī qātil na ho 'sadaf'

    parvānoñ ke jilau meñ ujālā na kar mujhe

    tughyaniyon se apni nikala na kar mujhe

    garche sadaf hun yun to uchhaala na kar mujhe

    viraniyon ke KHauf se ghabra ke mera dil

    jo Dubne lage to sambhaala na kar mujhe

    ye raushni kahin meri qatil na ho 'sadaf'

    parwanon ke jilau mein ujala na kar mujhe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now