tujhko aasan nahin bhula dena
tujh ko āsāñ nahīñ bhulā denā
zaḳhm-e-dil dil meñ hī dabā denā
thak ga.e tere ābla-pā ab
'umr kī mat hameñ du'ā denā
kab kiyā 'adl munsifoñ ne yahāñ
aur mazlūm ko dabā denā
'tārā' duniyā meñ jī nahīñ lagtā
jaane vaalo hameñ bhulā denā
tujh ko aasan nahin bhula dena
zaKHm-e-dil dil mein hi daba dena
thak gae tere aabla-pa ab
'umr ki mat hamein du'a dena
kab kiya 'adl munsifon ne yahan
aur mazlum ko daba dena
'tara' duniya mein ji nahin lagta
jaane walo hamein bhula dena
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.