Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tumne bhi un se hi milna hota hai

Ziya Mazkoor

tumne bhi un se hi milna hota hai

Ziya Mazkoor

MORE BYZiya Mazkoor

    tum ne bhī un se milnā hotā hai

    jin logoñ se merā jhagḌā hotā hai

    us ke gaañv ek nishānī ye bhī hai

    har nalke paanī mīThā hotā hai

    maiñ us shaḳhs se thoḌā aage chaltā huuñ

    jis maiñ ne pīchhā karnā hotā hai

    tum merī duniyā meñ bilkul aise ho

    taash meñ jaise hukum ikkā hotā hai

    kitne sūkhe peḌ bachā sakte haiñ ham

    har jañgal meñ lakkaḌhārā hotā hai

    tum ne bhi un se hi milna hota hai

    jin logon se mera jhagDa hota hai

    us ke ganw ki ek nishani ye bhi hai

    har nalke ka pani miTha hota hai

    main us shaKHs se thoDa aage chalta hun

    jis ka main ne pichha karna hota hai

    tum meri duniya mein bilkul aise ho

    tash mein jaise hukum ka ikka hota hai

    kitne sukhe peD bacha sakte hain hum

    har jangal mein lakkaDhaara hota hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now