Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tumhaare sang hijrat kar rahe the

Fakhar Lala

tumhaare sang hijrat kar rahe the

Fakhar Lala

MORE BYFakhar Lala

    tumhāre sang hijrat kar rahe the

    guloñ se rang hijrat kar rahe the

    havā bojhal thī aur sahme parinde

    zamīñ se tang hijrat kar rahe the

    maiñ shāḳh-e-jān se lipTā thā lekin

    mire pā-sang hijrat kar rahe the

    larazte hoñT niile paḌ rahe the

    badan se ang hijrat kar rahe the

    lage the pagḌiyoñ ke pech khulne

    so nām-o-nang hijrat kar rahe the

    tumhaare sang hijrat kar rahe the

    gulon se rang hijrat kar rahe the

    hawa bojhal thi aur sahme parinde

    zamin se tang hijrat kar rahe the

    main shaKH-e-jaan se lipTa tha lekin

    mere pa-sang hijrat kar rahe the

    larazte honT nile paD rahe the

    badan se ang hijrat kar rahe the

    lage the pagDiyon ke pech khulne

    so nam-o-nang hijrat kar rahe the

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now