tumhein jine mein aasani bahut hai
tumheñ jiine meñ āsānī bahut hai
tumhāre ḳhuun meñ paanī bahut hai
kabūtar ishq kā utre to kaise
tumhārī chhat pe nigarānī bahut hai
irāda kar liyā gar ḳhud-kushī kā
to ḳhud kī aañkh kā paanī bahut hai
zahar suulī ne gaalī goliyoñ ne
hamārī zaat pahchānī bahut hai
tumhāre dil kī man-mānī mirī jaañ
hamāre dil ne bhī maanī bahut hai
tumhein jine mein aasani bahut hai
tumhaare KHun mein pani bahut hai
kabutar ishq ka utre to kaise
tumhaari chhat pe nigarani bahut hai
irada kar liya gar KHud-kushi ka
to KHud ki aankh ka pani bahut hai
zahar suli ne gali goliyon ne
hamari zat pahchani bahut hai
tumhaare dil ki man-mani meri jaan
hamare dil ne bhi mani bahut hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.