tu jo anjaan hai
tū jo anjān hai
merī pahchān hai
raat sunsān hai
dil pareshān hai
tere bin zindagī
kaisī vīrān hai
ye jo muskān hai
hashr sāmān hai
dil kā jo chor hai
dil kā mehmān hai
kaisā zīshān hai
terā darbān hai
chārāgar ik nazar
ab chalī jaan hai
ye nigāh-e-karam
mujh pe ehsān hai
tu jo anjaan hai
meri pahchan hai
raat sunsan hai
dil pareshan hai
tere bin zindagi
kaisi viran hai
ye jo muskan hai
hashr saman hai
dil ka jo chor hai
dil ka mehman hai
kaisa zishan hai
tera darban hai
chaaragar ek nazar
ab chali jaan hai
ye nigah-e-karam
mujh pe ehsan hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.