tu jo nazzara kare pasti ka
tū jo nazzāra kare pastī kā
rang uḌ jaa.e tirī hastī kā
tīrgī aur baḌhī āñkhoñ kī
ik charāġh aur bujhā bastī kā
ishq par zor kahāñ chaltā hai
kab ye saudā hai zabardastī kā
dāstāñ ban ke rahā jaatā hai
ek ik fard mirī bastī kā
tu jo nazzara kare pasti ka
rang uD jae teri hasti ka
tirgi aur baDhi aankhon ki
ek charagh aur bujha basti ka
ishq par zor kahan chalta hai
kab ye sauda hai zabardasti ka
dastan ban ke raha jata hai
ek ek fard meri basti ka
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.