Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

tufan hai shaiKH qahriya hai

Abroo Shah Mubarak

tufan hai shaiKH qahriya hai

Abroo Shah Mubarak

MORE BYAbroo Shah Mubarak

    tūfāñ hai shaiḳh qahriyā hai

    jo harf hai tis ke tahriyā hai

    dil kyuuñ na bhañvar ho aaj merā

    chīrā tire sar pe lahariyā hai

    tujh husn ke baaġh meñ sirījan

    ḳhurshīd gul-e-do-pahriyā hai

    ab diin huā zamāna-sāzī

    āfāq tamām dahriyā hai

    tufan hai shaiKH qahriya hai

    jo harf hai tis ke tahriya hai

    dil kyun na bhanwar ho aaj mera

    chira tere sar pe lahariya hai

    tujh husn ke bagh mein sirijan

    KHurshid gul-e-do-pahriya hai

    ab din hua zamana-sazi

    aafaq tamam dahriya hai

    Source :
    • Book : Deewan-e-Aabro (Pg. 268)
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now