Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uDanen le uDin shahpar hamare

Nivesh Sahu

uDanen le uDin shahpar hamare

Nivesh Sahu

MORE BYNivesh Sahu

    uḌāneñ le uḌiiñ shahpar hamāre

    mahāz-e-ishq hai aur sar hamāre

    barā.e zid hameñ tā'mīr kar ke

    bahut pachhtā.e kūza-gar hamāre

    badan chhū kar 'adū lauT aa.e

    hamīñ se aa lage patthar hamāre

    rihā.ī mil ga.ī thī ham ko lekin

    ukhāḌe chuke the par hamāre

    paḌe haiñ sāhiloñ pe ret ho kar

    samundar khā gayā gauhar hamāre

    tumhāre āñsuoñ ko sokh legī

    kisī raakh hai andar hamāre

    uDanen le uDin shahpar hamare

    mahaz-e-ishq hai aur sar hamare

    barae zid hamein ta'mir kar ke

    bahut pachhtae kuza-gar hamare

    badan chhu kar 'adu ka lauT aae

    hamin se aa lage patthar hamare

    rihai mil gai thi hum ko lekin

    ukhaDe ja chuke the par hamare

    paDe hain sahilon pe ret ho kar

    samundar kha gaya gauhar hamare

    tumhaare aansuon ko sokh legi

    kisi ki rakh hai andar hamare

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

    મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now