Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

un mein jurat bhi na thi jaur-o-jafa kya karte

Mohammad Bin Hasan Sharar

un mein jurat bhi na thi jaur-o-jafa kya karte

Mohammad Bin Hasan Sharar

MORE BYMohammad Bin Hasan Sharar

    un meñ jur.at bhī na thī jaur-o-jafā kyā karte

    ḳhud fanā-dīda the vo ham se vafā kyā karte

    dekhte dekhte naqd adā jān-e-azīz

    sochte ham rahe vo qarz adā kyā karte

    raushnī dil meñ thī ik husn-e-nazar se un

    zikr ham mātam-e-andoh-rubā kyā karte

    jiinā yādoñ ke sahāre huā dushvār 'sharār'

    qarz ham un mohabbat adā kyā karte

    un mein jurat bhi na thi jaur-o-jafa kya karte

    KHud fana-dida the wo hum se wafa kya karte

    dekhte dekhte ki naqd ada jaan-e-aziz

    sochte hum rahe wo qarz ada kya karte

    raushni dil mein thi ek husn-e-nazar se un ki

    zikr hum matam-e-andoh-ruba kya karte

    jina yaadon ke sahaare hua dushwar 'sharar'

    qarz hum un ki mohabbat ka ada kya karte

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now