Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

us bewafa ki bazm se chashm-e-KHayal mein

Hadi Machlishahri

us bewafa ki bazm se chashm-e-KHayal mein

Hadi Machlishahri

MORE BYHadi Machlishahri

    us bevafā bazm se chashm-e-ḳhayāl meñ

    ik ḳhvāb aarzū liye rahā huuñ maiñ

    dil ko nigāh-e-yār ke nashtar se chheḌ kar

    bedār aarzū ko kiye rahā huuñ maiñ

    bedard mujh se sharh-e-ġham-e-zindagī na pūchh

    kaafī hai is qadar ki jiye rahā huuñ maiñ

    do din umr vo bhī milī thī ba-qaid-e-ġham

    ye shikva har nafas meñ kiye rahā huuñ maiñ

    us bewafa ki bazm se chashm-e-KHayal mein

    ek KHwab aarzu ka liye ja raha hun main

    dil ko nigah-e-yar ke nashtar se chheD kar

    bedar aarzu ko kiye ja raha hun main

    bedard mujh se sharh-e-gham-e-zindagi na puchh

    kafi hai is qadar ki jiye ja raha hun main

    do din ki umr wo bhi mili thi ba-qaid-e-gham

    ye shikwa har nafas mein kiye ja raha hun main

    Source :
    • Book : Jadeed Shora-e-Urdu (Pg. 524)
    • Author : Dr. Abdul Wahid
    • Publication : Feroz sons Printers Publishers and Stationers
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Rekhta Gujarati Utsav I Vadodara - 5th Jan 25 I Mumbai - 11th Jan 25 I Bhavnagar - 19th Jan 25

    Register for free
    Speak Now