Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

us ka lahja dekh raha tha barish hone wali thi

Danish Hayat

us ka lahja dekh raha tha barish hone wali thi

Danish Hayat

MORE BYDanish Hayat

    us lahja dekh rahā thā bārish hone vaalī thī

    bas ik maiñ ḳhushk paḌā thā baaqī to hariyālī thī

    maiñ nahīñ kahtā us jānib dekhne vaale kahte haiñ

    zahr ugalte hoñT the us ke sūrat dekhne vaalī thī

    baa'z auqāt maiñ hañs paḌtā huuñ hañste hañste rotā huuñ

    terā merā rishta jaise ek musalsal gaalī thī

    lauTā to mere āñgan meñ sabza dekhne vaalā thā

    jis pal maiñ ne haath uThā.e us dam jholī ḳhālī thī

    us ka lahja dekh raha tha barish hone wali thi

    bas ek main hi KHushk paDa tha baqi to hariyali thi

    main nahin kahta us ki jaanib dekhne wale kahte hain

    zahr ugalte honT the us ke surat dekhne wali thi

    ba'z auqat main hans paDta hun hanste hanste rota hun

    tera mera rishta jaise ek musalsal gali thi

    lauTa to mere aangan mein sabza dekhne wala tha

    jis pal main ne hath uThae us dam jholi KHali thi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now