uske honTon ki aas mein rakh di
us ke hoñToñ kī aas meñ rakh dī
zindagī maiñ ne pyaas meñ rakh dī
jab bagūlā banā chukā ḳhud ko
ret sahrā kī baas meñ rakh dī
us qabīle kā maiñ supūt huuñ dost
jis ne chādar kapās meñ rakh dī
zindagī dekhne kī ḳhvāhish thī
aañkh terī gilās meñ rakh dī
surḳh hoñToñ kī chāshnī 'hāris'
phir ḳhudā ne miThās meñ rakh dī
us ke honTon ki aas mein rakh di
zindagi main ne pyas mein rakh di
jab bagula bana chuka KHud ko
ret sahra ki bas mein rakh di
us qabile ka main suput hun dost
jis ne chadar kapas mein rakh di
zindagi dekhne ki KHwahish thi
aankh teri gilas mein rakh di
surKH honTon ki chashni 'haaris'
phir KHuda ne miThas mein rakh di
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.