Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

uski qudrat ka kahin kyon dur jalwa dekhiye

Waheeduddin Ahmad Waheed

uski qudrat ka kahin kyon dur jalwa dekhiye

Waheeduddin Ahmad Waheed

MORE BYWaheeduddin Ahmad Waheed

    us qudrat kahīñ kyoñ duur jalva dekhiye

    ik isī miTTī ke putle se hai kyā kyā dekhiye

    ik tabassum se ye iimā rū-e-zebā dekhiye

    ik nazar meñ ye ki ham samjheñge achchhā dekhiye

    hazrat-e-dil aap bastī meñ vahshat chukī

    merā kahnā māniye to chal ke sahrā dekhiye

    hazrat-e-vā.iz kahāñ ab bazm-e-rindāñ meñ sharāb

    jām-o-mīnā dekhiyegā jām-o-mīnā dekhiye

    us ki qudrat ka kahin kyon dur jalwa dekhiye

    ek isi miTTi ke putle se hai kya kya dekhiye

    ek tabassum se ye ima ru-e-zeba dekhiye

    ek nazar mein ye ki hum samjhenge achchha dekhiye

    hazrat-e-dil aap ki basti mein wahshat ja chuki

    mera kahna maniye to chal ke sahra dekhiye

    hazrat-e-waiz kahan ab bazm-e-rindan mein sharab

    jam-o-mina dekhiyega jam-o-mina dekhiye

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now