usko shayad buri lage cigarette
us ko shāyad burī lage cigarette
mat jalā us ke sāmne cigarette
merā mahbūb aane vaalā hai
aur kuchh der saath de cigarette
mere siine meñ aag hai aisī
phūñk mārūñ to jal paḌe cigarette
mat baḌhāo mirī taraf sāġhar
chhīn lo mere haath se cigarette
merī bhī kyoñ ḳharāb kī miTTī
jaate jaate batā to de cigarette
saañs letī hai āḳhirī 'bādal'
zahr sāñsoñ meñ ghol ke cigarette
us ko shayad buri lage cigarette
mat jala us ke samne cigarette
mera mahbub aane wala hai
aur kuchh der sath de cigarette
mere sine mein aag hai aisi
phunk marun to jal paDe cigarette
mat baDhao meri taraf saghar
chhin lo mere hath se cigarette
meri bhi kyon KHarab ki miTTi
jate jate bata to de cigarette
sans leti hai aaKHiri 'baadal'
zahr sanson mein ghol ke cigarette
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.