Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wah kya KHub qadr ki dil ki

Mahshar Lakhnavi

wah kya KHub qadr ki dil ki

Mahshar Lakhnavi

MORE BYMahshar Lakhnavi

    vaah kyā ḳhuub qadr dil

    na sunī tum ne ek bhī dil

    zabt-e-fariyād meñ kaTī shab-e-hijr

    shukr hai baat rah ga.ī dil

    mast haiñ nashsha-e-javānī se

    kyā ḳhabar aap ko kisī dil

    baḌhtā jaatā hai tūl-e-gesū-e-yār

    ghaTtī jaatī hai zindagī dil

    vo zamāna ab aayā hai 'mahshar'

    hai har ik bazm meñ hañsī dil

    wah kya KHub qadr ki dil ki

    na suni tum ne ek bhi dil ki

    zabt-e-fariyaad mein kaTi shab-e-hijr

    shukr hai baat rah gai dil ki

    mast hain nashsha-e-jawani se

    kya KHabar aap ko kisi dil ki

    baDhta jata hai tul-e-gesu-e-yar

    ghaTti jati hai zindagi dil ki

    wo zamana ab aaya hai 'mahshar'

    hai har ek bazm mein hansi dil ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now